% ITRANS SONG # 3286; Created on Jan 26, 2004 % % From: Srinivas Ganti (gantisri@hotmail.com) % Date: 2002-07-23 16:04:54 PST % \startsong \stitle{barakhaa kii raat me.n he ho haa}% \film{Sardaar}% \year{1955}% \starring{Ashok Kumar, Beena Roy, Nigaar}% \singer{Geeta, Chorus}% \music{Jagmohan 'Sursagar'}% \lyrics{Uddhav Kumar}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date:20 July, 2002 % Credits: V S Rawat % \printtitle #indian % ge:aahaa ~ ch:ho haa ho he ho haa ge:barkhaa kii raat me.n he ho haa ch:barkhaa kii raat me.n he ho haa ge:(ras barase niil gagan se)\-2 ch:(barkhaa kii raat me.n he ho haa)\-2 ge:(ras barase niil gagan se)\-2 ch:(barkhaa kii raat me.n he ho haa)\-2 ge:(Tap Tap aaye meraa aa.nchal bhigoye Tap Tap aaye mere mukha.De ko dhooye)\-2 meraa kaa.Np kaa.Np jaaye jiyaa buu.ndan se ras barase niil gagan se ch:(barkaa kii raat me.n he ho haa)\-2 ge:(koii kahe baadal se motii gire)\-2 (koii kahe raat haaye rotii phire)\-2 mai.n to maa.ng laa_ii saawan ko phaagun se ras barase niil gagan se ch:(barkhaa kii raat me.n he ho haa)\-2 ge:(bhiige hai tan phir bhii jalataa hai man)\-2 (jaise ke jal me.n lagii ho agan)\-2 raam sab ko bachaaye is ulajhan se ras barase niil gagan se ch:(barkhaa kii raat me.n he ho haa)\-2 ge:(ras barase niil gagan se)\-2 ch:(barkhaa kii raat me.n he ho haa)\-2 ge:aahaa ~ ch:(barkhaa kii raat me.n he ho haa)\-2 % #endindian \endsong %