% ITRANS SONG # 3302; Created on Jan 26, 2004 % % From: Srinivas Ganti (gantisri@hotmail.com) % Date: 2003-09-13 09:55:59 PST % \startsong \stitle{chalataa rahe ye kaaravaa.N umr\-e\-rawaa.N kaa kaarawaa.N}% \film{Chor Baazaar}% \year{1954}% \starring{Shammi Kapoor, Sumitra Devi}% \singer{Lata}% \music{Sardar Malik}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: V S Rawat % \printtitle #indian % chalataa rahe ye kaaravaa.n (umr-e-ravaa.n kaa kaaravaa.n)\-2 chalataa rahe ye kaaravaa.n umr-e-ravaa.n kaa kaaravaa.n (shaam chale, pehar chale ma.nzil se bekhabar chale )\-2 bas yuu.N hii umr bhar chale ruk naa sake yahaa.N vahaa.N chalataa rahe ye kaaravaa.n umr-e-ravaa.n kaa kaaravaa.n (phuule phale merii kalii Gam naa mile tujhe kabhii)\-2 guzare khushii me.n zindagii aae naa mausam-e-khizaa.n (?) chalataa rahe ye kaaravaa.n umr-e-ravaa.n kaa kaaravaa.n (duniyaa kaa tuu habiib ho ma.nzil terii qariib ho)\-2 insaa.n (?) teraa nasiib ho tujh pe Khudaa kii ho amaa.n chalataa rahe ye kaaravaa.n umr-e-ravaa.n kaa kaaravaa.n % #endindian \endsong %