% ITRANS SONG # 3312; Created on Jan 26, 2004 % % From: Nimish (WarAgainstSpam_@usa.net) % Date: 2002-11-01 09:04:33 PST % \startsong \stitle{de bhii chuke ham dil nazaraanaa dil kaa}% \film{Jaal}% \Year{1952}% \starring{Dev Anand, Geeta Bali}% \singer{Kishore, Geeta, Poornima}% \music{S D Burman}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Nimish Pachapurkar % Transliterator: Nimish Pachapurkar % Comments:SDB Series # 68 % aka Sun Mere Bandhu Re % Date: 30 October 2002 % \printtitle #indian % %Kishore (de bhii chuke ham dil nazaraanaa dil kaa) \2 %Geeta are, chho.Do bhii (chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa) \2 %K (ek nazar me.n haar chuke hai.n dil ko) \2 terii adaa pe vaar chuke hai.n dil ko ajii mushkil hai ab lauT ke aanaa dil kaa %G jaa jaa jaa chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa %G (mu.nh dho le o jaal bichhaane waale) \2 ham nahii.n in baato.n me.n aane waale khel hai ye jaanaa pahchaanaa dil kaa %K are, de bhii chuke ham dil nazaraanaa \threedots %G \threedots dil kaa %K (chhiin ke dil aashiq kaa mukarane waale) \2 are, mar jaae.nge tujh par marane waale haay, chho.D bhii de zaalim ta.Dapaanaa dil kaa %G jaa jaa chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa %G (Daalii Daalii phirate hai.n harajaaii) \2 lobhii bha.Nvaro.n ne kab priit nibhaaii yuu.N hii sab karate hai.n bahaanaa dil kaa %K haae, de bhii chuke ham dil nazaraanaa dil kaa %G yuu.N hii sab karate hai.n bahaanaa dil kaa khel hai ye jaanaa pahchaanaa dil kaa chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa % #endindian \endsong %