% ITRANS SONG # 3371; Created on Jan 26, 2004 % % From: Surajit A. Bose (psurajit@netscape.net) % Date: 2002-12-08 06:27:50 PST % \startsong \stitle{kaalii ghaTaa chhaaii prem R^itu aaii}% \film{Kali Ghata}% \year{1979}% \starring{Shashi Kapoor, Rekha, Danny}% \singer{Rafi / Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Surajit A. Bose % Transliterator: Surajit A. Bose % Date: December 8, 2002 % generated using giitaayan % \printtitle #indian % kaalii ghaTaa chhaaii, prem R^itu aaii aaii aaii aaii aaii terii yaad aaii tujhe Dhuu.NDhe mere nain nahii.n nii.nd, nahii.n chain kaalii ghaTaa chhaaii \threedots yuu.N hii nahii.n chalii aaii.n bahaare.n phuul yuu.N hii nahii.n khile kuchh to hai kaaraN, itane yugo.n se do premii nahii.n mile chhoTaa saa jiivan, lambii judaaii, kaalii \threedots %This stanza is only in the Rafi version parbat parbat gulashan gulashan mele milan ke lage ek hii pal me.n nii.nd se jaise dard hazaaro.n jage dil kii lagii ne lii a.nga.Daaii, kaalii \threedots %This stanza is only in the Lata version birahaa kii kaalii raato.n ke ra.ng se kaajal banaa kaajal mil gayaa a.Nsuvana me.n to kaalaa baadal banaa kis baadal ne aag lagaaii, kaalii \threedots % #endindian \endsong %