% ITRANS SONG # 3401; Created on Jan 26, 2004 % % From: Surajit A. Bose (psurajit@netscape.net) % Date: 2002-10-18 00:36:05 PST % \startsong \stitle{maa.Ng me.n bhar le ra.ng sakhii rii}% \film{Mujhe Jeene Do/ Cry for Life}% \year{1963}% \starring{Waheeda Rehman, Sunil Dutt}% \singer{Asha, chorus}% \music{Jaidev}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Surajit A. Bose % Transliterator: Surajit A. Bose % Date: October 18, 2002 % Comments: GEETanjali series % \printtitle #indian % ##[hysterical giggling]## maa.Ng me.n bhar le ra.ng sakhii rii aa.Nchal bhar le taare, milan R^itu aa ga_ii jaaegii tuu un sa.ng sakhii rii jo tohe laage pyaare, milan R^itu aa ga_ii milan R^itu aa ga_ii \threedots koii chaa.Ndii ke rath me.n aayaa hai mere baabul, mere baabul kii raajadhaanii me.n mai.n use dekhatii huu.N chhup\-chhup kar ek halachal sii hai jawaanii me.n ta.Dake ik\-ik a.ng sakhii rii aaj Kushii ke maare, milan R^itu aa ga_ii milan R^itu aa ga_ii \threedots surK chuu.Daa hai merii baaho.n me.n surK jo.Daa mere badan par hai sab kii nazare.n hai.n mere chahare par aur merii nazar sajan par hai machalii jaae uma.ng sakhii rii dha.Dakan kare ishaare, milan R^itu aa ga_ii milan R^itu aa ga_ii \threedots merii Dolii sajaa rahe hai.n kahaar phuul bikhare hue hai.n raaho.n me.n jinakii baaho.n kii aarazuu thii mujhe jaa rahii huu.N mai.n unakii baaho.n me.n a.nganaa laage ta.ng sakhii rii piyaa jab baa.Nh pasaare, milan R^itu aa ga_ii milan R^itu aa ga_ii \threedots % #endindian \endsong %