% \startsong \stitle{chal pyaar karegii?}% \film{Jab Pyar Kisi Se Hota Hai}% \year{1998}% \starring{Salman Khan, Twinkle Khanna, Anupam Kher}% \singer{Alka Yagnik, Sonu Nigam, chorus}% \music{Jatin-Lalit}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Anant Mathur % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % o la.Dake diivaane kahaa.N se aayaa tuu dulhan ko le jaane kahaa.N se aayaa tuu chal pyaar karegii haa.N jii, haa.N jii mere saath chalegii na jii, na jii are tuu haa.N kar yaa na kar terii maz.rii soNiye ham tumako uThaa kar le jaay.ngee Dolii me.n biThaa kar le jaaye.nge ham ghar me.n kahii.n chhup jaaye.nge sa.ng tere nahii.n ham jaaye.nge o, chal pyaar karegii \threedots o gore gore mukha.De vaalii o kaale kaale naino.n vaalii maan meraa ehasaan ki mai.n ne haa.N kar dii tuu varanaa ku.Nvaarii rah jaatii ye shaadii hamaarii raj jaatii chal pyaar karegii \threedots jaa mai.n nahii.n karatii shaadii\-vaadii mujhako pyaarii hai ye aazaadii mai.n to apane baabul ke baaho.n kii bulabul huu.N bas tujhase mujhe ye kahanaa hai pi.njare me.n mujhe nahii.n rahanaa hai chal pyaar karegii \threedots aa.Nkho.n se kaajal le jaaye.nge zulfo.n se baadal le jaaye.nge are ham aaye hai.n duur se yuu.N vaapas na jaaye.nge ham apanii sajaniyaa le jaaye.nge are ham apanii dulhaniyaa le jaaye.nge chal pyaar karegii \threedots % #endindian \endsong %