% \startsong \stitle{dil hai chhoTaa saa, chhoTii sii aashaa mastii bhare mana kii}% \film{Roja}% \year{}% \starring{Arvind, Madhubala}% \singer{Minmini}% \music{A R Rahman}% \lyrics{Mani Rathnam}% % % Contributor: % Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu) % Credits: Rekha Pai (rekhi@bombay.mti.sgi.com) % Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Editor: % \printtitle #indian % (dila hai chhoTaa saa, chhoTii sii aashaa mastii bhare mana kii, bholii sii aashaa chaa.Nda taaro.n ko, chhuune kii aashaa aasamaano.n me.n u.Dane kii Ashaa ) \- 2 dila hai chhoTaa saa, choTii sii aashA mahaka jaauu.N mai.n, aaja to aise phuula bagiyaa me.n, mahake hai jaise baadalo.n kii mai.n oDhuu.N chunariyaa jhuuma jaauu.n mai.n banake bAvariyaa apanii choTii me.n baa.ndha luu.N duniyaa erero ere ereyo \threedots erero ere ereyo \threedots svarga sii dharatii, khila rahe jaise meraa mana bhii to, khila rahaa aise koyala kii tarahaa, gaane ko aramaa.n machhalii kii tarahaa, machale ye aramaa.n javaanii hai laayii ra.ngiina sapanaa dila hai chhoTaa saa \threedots dila hai chhoTaa saa, chhoTii sii aashaa mastii bhare mana kii, bholii sii aashaa chaa.Nda taaro.n ko, chhuune kii aashaa aasamaano.n me.n u.Dane kii aashaa dila hai chhoTaa saa \threedots % #endindian \endsong %