% \startsong \stitle{gu.Njaa re chandan ham dono mai.n dono kho gae}% \film{Nadiya Ke Paar}% \year{1982}% \starring{Sachin, Sadhana Singh}% \singer{Hemlata, Suresh Wadkar}% \music{Ravindra Jain}% \lyrics{Ravindra Jain}% % % Contributor: Porkey (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % gu.Njaa re \threedots gu.Njaa re \threedots chandan chandan chandan \threedots ham dono me.n dono kho gae dekho ek dUsare ke ho gae raam jaane vo gha.Dii kab aaegii jab hogaa hamaaraa gaThaba.Ndhan, gu.Njaa re \threedots 1) ho sonaa nadii ke paanii hilor maare priit manavaa maa hamarii jor maare hai aisan ka_isan ho_ii gavaare, raam jaane, ho raam jaane vo \threedots 2) tere sapano.n mai.n Duubii rahe aa.Nkhe.n tere khushabuu se mahak uThii raate.n ra.ng tere paa.Nv kaa lag ke mere paa.Nv kahe.n har din biite tere ra.Ngo.n kii chhaa.Nv me.n ho, bU.Dhe baragad kii maaTii ko siis dhar le dIpaa sattii ko sau sau praNaam kar le o degii aasiis to jal{}dii biyaahegii raam jaane, raam jaane, ho vo gha.Dii \threedots % #endindian \endsong %