% \startsong \stitle{aa jaa re, paradesii, mai.n to kab se kha.Dii is paar}% \film{Madhumati}% \year{1958}% \starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, PRan}% \singer{Lata}% \music{Salil Choudhary}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Bijal C. Modi (bijal@fission.Nuc.Berkeley.EDU) % Kedar Naphade (ksn2@Lehigh.EDU) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Ashok M Dhareshwar % Satish Kalra % Surajit A Bose % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Vinay P Jain % \printtitle #indian % ##Part 1## aa jaa re .a.a.a paradesii mai.n to kab se kha.Dii is paar ye a.Nkhiyaa.N thak ga_ii pa.nth nihaar aa jaa re, paradesii (mai.n diye kii aisii baatii jal na sakii jo bujh bhii na paatii) - 2 aa mil mere jiivan saathii, o aa jaa re, mai.n to kab se kha.Dii is paar ... (tum sa.ng janam-janam ke phere bhuul gaye kyuu.N saajan mere) - 2 ta.Dapat huu.N mai.n saa.Njh savere, o aa jaa re, mai.n to kab se kha.Dii is paar ... (mai.n nadiyaa phir bhii mai.n pyaasii bhed ye gaharaa baat zaraa-sii) - 2 bin tere har raat udaasii, o aa jaa re, mai.n to kab se kha.Dii is paar ... ##Part 2## (phir aaii raat, a.Ndheraa chhaayaa mujhase bichha.D ga_ii merii hii kaayaa) - 2 kit jaauu.N ye bhed na paayaa, o aa jaa re, paradesii % #endindian \endsong %