% \startsong \stitle{jab chalii ThaNDii havaa, jab uThii kaalii ghaTaa}% \film{Do Badan}% \year{}% \starring{Manoj Kumar, Asha Parekh}% \singer{Asha}% \music{Ravi}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Rajan Parrikar (parrikar@mimicad.colorado.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % (jab chalii ThaNDii havaa, jab uThii kaalii ghaTaa mujhako ai jaan\-e\-vafaa tum yaad aae ) \- 2 zi.ndagii kii daastaa.n, chaahe kitanii ho ha.nsii.n bin tumhaare kuchh nahii.n, bin tumhaare kuchh nahii.n kyaa mazaa aataa sanam, aaj bhuulese kahii.n tum bhii aajaate yahii.n, tum bhii aajaate yahii.n ye bahaare.n ye fizaa, dekhakar o dilarubaa jaane kyaa dil ko huaa, tum yaad aaye jab chalii \threedots ye nazaare ye samaa, aur phir itane javaa.N haaye re ye mastiyaa.N, haaye re ye mastiyaa.N aisaa lagataa hai.n mujhe, jaise tum nazadiik ho is chaman se jaan\-e\-jaa.n, is chaman se jaan\-e\-jaa.n sun ke usakii sadaa, dil dha.Dakataa hai.n meraa aaj pahalese sivaa tum yaad aae jab chalii \threedots % #endindian \endsong %