% \startsong \stitle{juute de do paise lelo}% \film{Ham Aapke Hain Kaun}% \year{1994}% \starring{Salman, Madhuri}% \singer{Lata, S P Balasubramaniam}% \music{Ram Laxman}% \lyrics{Ravinder Rawal}% % % Contributor: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % dUlhe kii saaliyo.n o hare dupaTTe vaaliyo.n \- 2 juute de do paise lelo ko: juute de do paise lelo dulhan ke devar tum dikhalaao naa ye tevar \- 2 paise dedo juute lelo ko: paise dedo juute lelo he he he he ajii noT gino jii, jUte laao jid chho.Do jii, juute laao ##Fraud##hai.n kyaa ham, tum hii jaano aka.Duu ho tum, jo bhii maano ko: jo bhii maano, jo bhii maano ajii baat ba.Dhegii, ba.Dh jaane do maa.Ng cha.Dhegii, cha.Dh jaane do pa.Do naa aise, pahale juute ko: pahale juute pahale juute juute liye hai.n nahii.n churaayaa koii jevar dulhan ke devar tum dikhalaao naa ye tevar paise dedo juute lelo juute dedo paise lelo \- 2 kuchh Tha.NDaa pii lo, mUD nahii.n hai dahii ba.De lo, mUD nahii.n hai kulfii khaa lo, bahut khaa chuke paan khaa lo, bahut khaa chuke ko: bahut khaa chuke bahut khaa chuke ajii rasamalaaii, aapake liye itanii miThaaii, aapake liye pahale juute, khaae.Nge kyaa aapakii marjii, naajii taubaa ko: naajii taubaa naajii taubaa kisI betuke shaayar kii besurii qavvaaliyo.n dUlhe kii saaliyo.n o hare dupaTTe vaaliyo.n juute dedo paise lelo \- 2 he he he he jUte dedo paise le lo \- 4 % #endindian \endsong %