% \startsong \stitle{kahaa.N ho tum, zaraa aavaaz do, ham yaad karate hai.n}% \film{Malhaar}% \year{1951}% \starring{Shammi, Arjun, Moti Sagar}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Roshan}% \lyrics{Kaif Irfani}% % % Contributor: Preeti Ranjan Panda % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: Sun Oct 22 1995 % Credits: Namrata Ojha % Editor: Rajiv Shridhar % Comments: % \printtitle #indian % kahaa.N ho tum, zaraa aavaaz do, ham yaad karate hai.n kabhii bharate hai.n aahe.n aur kabhii fariyaad karate hai.n kahaa.N ho tum \threedots judaa bulabul hai apane phuul se aur ro ke kahatii hai saarii duniyaa diyaa vo zulm ho sayyaad karate hai.n kahaa.N ho tum \threedots jahaa.N hai.n aur ab jis haal me.n hai.n, ham tumhaare hai.n tumhii aabaad ho dil me.n, tumhii ko yaad karate hai.n kahaa.N ho tum \threedots hamaarii bebasii ye hai ki ham kuchh kah nahii.n sakate vafaa badanaam hotii hai agar fariyaad karate hai.n kahaa.N ho tum \threedots tere kadamo.n me.n rahane kii tamannaa dil me.n rakhate hai.n judaa duniyaa ne hamako kar diyaa fariyaad karate hai.n kahaa.N ho tum \threedots % #endindian \endsong %