% ITRANS SONG # rmim0042; Created on Jan 26, 2004 % % animesh 6/27/3 % \startsong \stitle{tuune raat ga.Nwaa_ii soye ke}% \film{non-Film}% \year{}% \singer{Mukesh}% \music{}% \lyrics{Kabir}% % % contributor: Animesh Kumar % Transliterator: Animesh Kumar % series: Sukhsaagar % date: 27 Jun, 2003 % \printtitle #indian % tuune raat ga.Nwaa_ii.n soy ke diwas ga.Nwaayaa khaay ke hiiraa janam amol thaa kau.Dii badale jaay tuune raat ga.Nwaa_ii.n soye ke sumiran lagan lagaaye ke mukh se kachhu na bol re baahar ke paT ba.nd kar a.ndar ke paT khol re maalaa pherat jug hu_aa (gayaa na manakaa pher)\-2 (haath kaa manakaa chho.D de)\-2 man kaa manakaa pher tuune raat ga.Nwaa_ii.n \threedots dukh me.n sumiran sab kare sukh me.n kare na koy jo sukh me.n sumiran kare so dukh kaahe ko hoy sukh me.n sumiran naa kiyaa dukh me.n karataa yaad re kahe kabiir us daas ki kaun sune fariyaad tuune raat ga.Nwaa_ii.n soy ke diwas ga.Nwaayaa khaay ke hiiraa janam amol thaa kau.Dii badale jaay % #endindian \endsong %