% ITRANS SONG # rmim0198; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{is duniyaa kii pagaDaNDii par}% \film{Amrapali}% \year{1945}% \starring{Prem Adeeb, Sabita Devi, Badri Prasad, Jeevan}% \singer{Amirbai}% \music{Saraswati Devi}% \lyrics{Miss Kamal/ Pradeep}% % % Contributor: dhananjay naniwadekar % Date: 10 feb 2003 % Credits: Satish Kalra % Comments: Geetanjali Series - aamrapaalii. % According to Kavi Pradiip, he wrote songs for % this film under the name 'Miss Kamal'. % \printtitle #indian % is duniyaa kii pagaDaNDii par tumhii.n ho mere saathii ik tumhii.n ho mere saathii mere dhu.ndale jiivanapath par tum ojaa kii baatii ik tumhii.n ho mere saathii tum ho mere din ke suuraj merii raat ke chandaa tum ne mujhako baa.Ndh liyaa hai Daal prem kaa fandaa mere raajakumaar ha.Nso mai.n tum pe bali bali jaatii ik tumhii.n ho mere saathii is vishaal sa.nsaar me.n mai.n ik akelii kaa.Np rahii thii merii jiivanavelii lekin jis din tum ko paayaa mai.nne man ko dhiir ba.Ndhaayaa apane ghar ko swarg samajh mai.n phuule nahii.n samaatii ik tumhii.n ho mere saathii % #endindian \endsong %