% ITRANS SONG # rmim0217; Created on Jan 26, 2004 % % nani 8/19/3 % \startsong \stitle{sun lo dil kaa afasaanaa}% \film{Andaz}% \year{1949}% \starring{Dilip Kumar, Nargis, Raj Kapoor}% \singer{Lata, Rafi}% \music{Naushad}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: dhananjay naniwadekar % Date: 19 aug 2003 % Comments: Latanjali Series % The song was recorded for Andaaz - 1949. But it % was not included in the film. % \printtitle #indian % lataa: sun lo dil kaa afasaanaa ho.a.a.a duniyaa dil kii basaa ke naa bhuul jaanaa rafii: dil hai teraa diwaanaa ho.a.a.a apanaa ham ko banaa ke naa bhuul jaanaa lataa: saaz uThaayaa hai ulfat ne jhuum rahii hai jawaanii rafii: jaise saarii duniyaa hai do dil kii ek kahaanii lataa: ham tum gaae.N ye gaanaa ho.a.a.a ham se nainaa milaa ke naa bhuul jaanaa rafii: baadal ke sa.ng cha.Ndaa Dole tere sa.ng man meraa lataa: pyaar se duniyaa jagamag saarii pyaar nahii.n to a.Ndheraa rafii: mai.n huu.N teraa parawaanaa ho.a.a.a dekho aag lagaa ke naa bhuul jaanaa % #endindian \endsong %