% ITRANS SONG # rmim0279; Created on Jan 26, 2004 % % From: Nimish (Nimish.Pachapurkar@asu.edu) % Date: 2002-10-06 02:36:28 PST % \startsong \stitle{ho tamannaa aur kyaa jaan\-e\-tamannaa aap hai}% \film{Pakistani-film{Aisa Bhi Hota Hai)}% \year{1964}% \starring{}% \singer{Noorjehan}% \music{Nisar Bazmi}% \lyrics{Fazal Karim Fazli}% % % Contributor: Nimish Pachapurkar % Transliterator: Nimish Pachapurkar % Comments: NOOR-E-TARANNUM Series #10 % Date: 6th October 2002 % \printtitle #indian % ho tamannaa aur kyaa, jaan\-e\-tamannaa aap hai kyaa karuu.Ngii le ke duniyaa, merii duniyaa aap hai sharm aatii hai mujhe apane se bhii kahate hue aap se kaise kahuu.N mere liye kyaa aap hai ho tamannaa aur kyaa, jaan\-e\-tamannaa aap hai aap se pahale nazar me.n kuchh na thaa apane sivaa ab jidhar bhii dekhatii huu.N jalawaa parawaa(?) aap hai ho tamannaa aur kyaa, jaan\-e\-tamannaa aap hai kyaa karuu.Ngii le ke duniyaa, merii duniyaa aap hai % #endindian \endsong %