% ITRANS SONG # rmim0301; Created on Jan 26, 2004 % % nimish 1/6/3 % \startsong \stitle{sab din ek samaan nahii.n thaa}% \film{non-Film}% \year{}% \starring{}% \singer{Talat}% \music{Kamal Dasgupta}% \lyrics{Faiyyaz Hashmi}% % % Contributor: Nimish Pachapurkar % Transliterator: Nimish Pachapurkar % Date: 6 Jan 2004 % Series: GEETanjali % Comments: Talat's first record released by HMV. % He probably has one or two songs recorded prior to this song. % But this was the first to be released. % % generated using giitaayan % \printtitle #indian % (sab din ek samaan nahii.n thaa) /2 (ban jaa_uu.Ngaa kyaa se kyaa mai.n) /2 is kaa to kuchh dhyaan nahii.n thaa sab din ek samaan nahii.n thaa (us ne mujh ko thaa apanaayaa) /2 (banaa mai.n us kii jiivan chhaayaa) /2 (meraa gulashan haraabharaa thaa) /2 (uja.Daa yaa sunasaan nahii.n thaa) /2 sab din ek samaan \threedots (us ke gale kaa haar kabhii thaa mujh se us ko pyaar kabhii thaa) /2 (basaa huaa sa.nsaar hR^iday kaa) /2 (sab din to shamashaan nahii.n thaa) /2 sab din ek samaan \threedots (kabhii giit jo ha.Ns kar gaayaa) /2 (ro kar us ko ab doharaayaa) /2 (mai.n thaa swaamii sukh nagarii kaa) /2 (dukh kaa to mahamaan nahii.n thaa) /2 sab din ek samaan \threedots % #endindian \endsong %