% ITRANS SONG # rmim0305; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{dil ko lagaa ke bhuul se dil kaa nishaa.N miTaa diyaa}% \film{Doctor Z}% \year{1959}% \starring{Mahipal, Nirupa Roy}% \singer{Geeta, Talat}% \music{Manohar}% \lyrics{Akhtar Romani}% % % Audio On: % Contributor: Nimish Pachapurkar % Transliterator: Nimish Pachapurkar % Date: 12 Feb 2003 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian % giitaa: dil ko lagaa ke bhuul se dil kaa nishaa.N miTaa diyaa talat: hamane bharii bahaar me.n apanaa chaman jalaa diyaa giitaa: duniyaa kii har jafaa sahii kuchh bhii magar na kah sake giitaa: hamane vafaa ke naam par jo kuchh bhii thaa luTaa diyaa talat: aa .a .a talat: shikavaa kisii se kyaa kare.n marzii hai ye nasiib kii talat: chaahaa jise miTaa diyaa chaahaa jise banaa diyaa talat: dil kaa nishaa.N miTaa diyaa giitaa: aa .a .a giitaa: le ke palak pe chaa.Nd ko ko_ii kare to kyaa kare giitaa: apanaa bhii ek chaa.Nd thaa duniyaa ne jo chhupaa diyaa talat: aa .a .a talat: kis ko Kabar thii pyaar me.n jal jal ke Kaak ho.nge ham talat: Kaak kaa kyaa jahaa.N milii jis ko milii u.Daa diyaa giitaa: aa .a .a % #endindian \endsong %