% ITRANS SONG # rmim0333; Created on Jan 26, 2004 % % From: Pradip Shah (pradip_shah63@hotmail.com) % Date: 2003-02-02 07:48:41 PST % \startsong \stitle{merii baat ke maane do}% \film{Paise Ki Gudiyaa/ Ghunghat Aur Ghungharoo}% \year{1974}% \starring{Ashok Kumar, Saira Banu, Navin Nishchal, Padma Khanna}% \singer{Kishore}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Varma Malik}% % % Contributor: Pradip Shah % Transliterator: Pradip Shah % \printtitle #indian % merii baat ke maane do \2 jo achchhaa lage vo apanaa lo, jo buraa lage use jaane do merii baat ke maane do insaan ke saare jiivan me.n bas ek javaanii hotii hai \2 kabhii vo apanii hotii hai, kabhii begaanii hotii hai kabhii begaanii hotii hai isii umr me.n aake to banate hai.n afasaane do jo achchhaa lage vo apanaa lo, jo buraa lage use jaane do merii baat ke maane do duniyaa jisako dil kahatii hai, vo do ra.ngo kaa hotaa hai \2 mil jaaye to ye ha.Nsataa hai, tuuT jaaye to rotaa hai tuuT jaaye to rotaa hai Thukaraanaa hai Thukaraa do, milataa hai mil jaane do jo achchhaa lage vo apanaa lo, jo buraa lage use jaane do merii baat ke maane do ye cheharaa bhii ek darpan hai, jo tasviire.n dikhalaataa hai man me.n hai khushiiyaa.N, ka_ii gam, sab is pe nazar aa aa sab is pe nazar aa jaataa hai mere dil me.n jo baate.n hai, mujhko aaj bataane do jo achchhaa lage vo apanaa lo, jo buraa lage use jaane do merii baat ke maane do % #endindian \endsong %