% ITRANS SONG # rmim0376; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{farishto.n kii nagarii me.n mai.n aa gayaa huu.N mai.n}% \film{Hamari Yaad Aayegi/ Javaan Mohabbat}% \year{1961}% \starring{Tanuja, Ashok Sharma, Anant Kumar, Madhavi}% \singer{Mukesh}% \music{Snehal Bhatkar}% \lyrics{Kedar Sharma}% % % Contributor: Satish Kalra % Transliterator: Satish Kalra, Devendra % Date: 14 Oct 2002 % \printtitle #indian % farishto.n kii nagarii me.n mai.n aa gayaa huu.N mai.n aa gayaa huu.N mai.n ye raanaaiiyaa.n dekh chakaraa gayaa huu.N mai.n aa gayaa huu.N mai.n yahaa.n basane waale ba.De hii niraale ba.De siidhe saade ba.De bhole bhaale patii\-patnii mehanat se karate hai.n khetii to daadaa ko potii sahaaraa hai detii yahaa.N shiirii.n farahaad ka.ndhaa milaa kar hai.n le aate jhiilo.n se nadiyaa.n bahaa kar ye chaa.Ndii kii nadiyaa.n bahe jaa rahii hai.n kuchh apanii zubaa.N me.n kahe jaa rahii hai.n farishto.n kii\threedots kanhaiyaa chalaa Dhor ban me.n charaane to raadhaa chalii saath ba.nsii bajaane bajii baa.Nsurii niir aa.Nkho.n se chhalakaa mujhe ho gayaa hai nashaa halkaa halkaa pari.nde mere saath gaane lage hai.n ishaaro.n se baadal bulaane lage hai.n hasii.n dekh kar muskuraane lage hai.n kadam ab mere Dagamagaane lage hai.n farishto.n kii\threedots are waah lagaa hai yahaa.N koii melaa to phir is tarah mai.n phiruu.n kyuu.n akelaa mai.n jhuule pe baiThuu.ngaa chuusuu.ngaa gannaa kisii kaa to huu.N mai.n bhii hariyaalaa bannaa o bhaiyyaa jii lo ye duannii sa.nbhaalo chalo maamaa utaro mujhe baiThane do farishto.n kii\threedots % #endindian \endsong %