% ITRANS SONG # rmim0378; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{hamase to jitanii nibh sakii ... chho.D ke terii duniyaa}% \film{Mirzaa Saahibaan}% \year{1957}% \starring{Shammi Kapoor, Shyama}% \singer{Rafi, Female Voice}% \music{Sardul Kwatra}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Contributor: Satish Kalra % Transliterator: Satish Kalra % Date: 10 Feb 2003 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian % rafii: hamase to jitanii nibh sakii, ham to nibhaa chale tum Kush raho sadaa, yehii kar ke du_aa chale chho.D ke terii duniyaa, le ham jaa rahe hai.n\2 ishq me.n hotaa hai yuu.nhii, dil ko smajhaa rahe hai.n chho.D ke terii duniyaa\three dots female voice: mirzeyaaaaaa, beliyaaaaaa, ho na jaa, ho, ho na jaa rafii: haaye rii qismat kii majbuurii sahanii pa.Dii hai hamko ye duurii teraa fasaanaa puuraa hu_aa naa merii kahaanii rah gayii adhuurii terii Kataa hai na merii Kataa hai phir bhii sazaa paa rahe hai.n dil kyuu.n lagaayaa kisii se aaj pachhataa rahe hai.n chho.D ke terii duniyaa\three dots merii duniyaa me.n din bhii a.ndhere huye Gam the jitae jahaa.n ke woh mere huye ik teraa naam hai aur terii yaad hai saarii duniyaa hai mu.h hamse phere huye saarii duniyaa hai mu.nh hamse phere huye chalate hai.n jo tiir dil pe, sahe jaa rahe hai.n chho.D ke terii duniyaa le ham jaa rahe hai.n le ham jaa rahe hai.n le ham jaa rahe hai.n le ham jaa rahe hai.n female voice: mirzeyaa, beliyaa, ho na jaa, ho, ho na jaa % #endindian \endsong %