% ITRANS SONG # rmim0383; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{udhar hai husn ka jalawaa ... terii marazii hai jahaa.N}% \film{Gharbaar}% \year{1953}% \starring{Sulochana Chaterjee, Shakuntala Devi, Surendra}% \singer{Asha, Talat}% \music{Vasant Prabhu}% \lyrics{Indeevar}% % % Contributor: Satish kalra % Transliterator: Satish kalra % Date: 22 Mar 2003 % Series: GEETanjali % Comments: Probably the only Hindi film by Vasant Prabhu. % Search words - gharbar ghar_baar gharabaar % Credits : Naniwadekar, Gurcharan Sandhu % generated using giitaayan % \printtitle #indian % ## prelude ## ta: udhar hai husn ka jalawaa idhar hai ishq jawaa.N aa: ye bahaaro.n kaa samaa.N ye muhabbat kaa jahaa.N aa: terii marazii hai jahaa.N mujhe le chal tuu wahaa.N chho.D sakatii huu.N muhabbat ke liye dono.n jahaa.N ta: terii aa.Nkho.n me.n ghar apanaa basaa liyaa mai.nne tujhe paayaa to zamaane ko paa liyaa mai.nne aa: tujhe paayaa to zamaane ko paa liyaa mai.nne ta: tujhe paayaa to zamaane ko paa liyaa mai.nne aa: mere maathe kaa hai Tiikaa tere qadamo.n kaa nishaa.N ta: ye bahaaro.n kaa samaa.N ye muhabbat kaa jahaa.N aa: terii marazii hai jahaa.N mujhe le chal tuu wahaa.N chho.D sakatii huu.N muhabbat ke liye dono.n jahaa.N aa: ghar me.n jo rahataa thaa mehamaan ban gayaa dil kaa roshanii aa.Nkho.n kii aramaan ban gayaa dil kaa ta: roshanii aa.Nkho.n kii aramaan ban gayaa dil kaa aa: roshanii aa.Nkho.n kii aramaan ban gayaa dil kaa ta: zindagii bhii hai hasii.n aur tamannaa bhii hai jawaa.N aa: terii marazii hai jahaa.N mujhe le chal tuu wahaa.N ta: ye bahaaro.n kaa samaa.n ye muhbaat kaa jahaa.N do: nahii.n maaluum ke dil ko liye jaataa hai kahaa.N nahii.n maaluum ke dil ko liye jaataa hai kahaa.N % #endindian \endsong %