% ITRANS SONG # rmim0440; Created on Jan 26, 2004 % % Ganti 9/11/3 % \startsong \stitle{TuuTe hue armaano.n kii ik duniyaa basaaye}% \film{Lahore}% \year{1949}% \starring{Karan Divan, Nargis}% \singer{Lata}% \music{Shyamsunder}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: K Vijay Kumar % Comments: LATAnjali % \printtitle #indian % (TuuTe hue aramaano.n kii ik duniyaa basaaye)\-2 (baiThii huu.N terii yaad ko siine se lagaaye)\-2 TuuTe hue armaan (tuu duur hai nazaro.n se)\-2 (khushii duur hai dil se)\-2 tuu aaye to phir merii khushii lauT ke aaye ** khushii ---> Kushii Tuute hue aramaano.n \threedots is Dar se ki duniyaa kahii.n majabuur na kar de majabuur na kar de palako.n se laharaate hue aa.Nsuu na bahaaye ** se laharaate ---> pe larazate Tuute hue aramaano.n \threedots ik qaid hai Gam kii ik qaid hai Gam kii ye judaaii kaa zamaanaa judaaii kaa zamaanaa aajaa ke Gam ? mujhase kahii.n jiit na jaaye ** ke Gam ? mujhase ---> ke ye Gam mujhase Tuute hue aramaano.n \threedots % #endindian \endsong %