% ITRANS SONG # % % Date: Fri, 6 Feb 2004 15:25:36 -0800 % From: "naniwadekar" % \startsong \stitle{dil kii aawaaz me.n ... a.Nkhiyaa.N milaa ke zaraa}% \film{Pardes}% \year{1950}% \starring{Madhubala, Rehman, Karan Dewan, Shakuntala, Jagdish Sethi, Jayant, Chanchal, Kukku, Mukri}% \singer{Lata, Rafi}% \music{Ghulam Mohammed}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor : dhananjay naniwadekar % Date : 06 Feb 2004 % Credits : UVR % Comments : Latanjali Series % film - pardes / parades. Dir - M Sadiq % \printtitle #indian % ## prelude ## ra : dil kii aawaaz me.n itanaa to asar ho jaaye mai.n idhar aah karuu.N unako Kabar ho jaaye la : a.Nkhiyaa.N milaa ke zaraa baat karo jii chorii\-chorii yuu.N naa mulaaqaat karo jii ra : o.a.a.a dil ke Kazaane koii aayaa hai luTaane ajii din hai.n suhaane, chale aao naa la : banake niraale ba.De aaye dilawaale ojii ojii bholebhaale, haTo, jaao naa ra : dil me.n samaake naa ye ghaat karo jii la : chorii chorii yuu.N naa \threedots la : o.a.a chhup ke na aao, jaao jaao na sataao dhun pyaar kii na gaao paradesiyaa.N ra : dil meraa gaaye tumhe.n bhaaye ke na bhaaye ajii hamane to dil haaye de diyaa la : batiyaa na aise din raat karo jii chorii chorii yuu.N naa \threedots % #endindian \endsong %