% ITRANS SONG # % Date: Tue, 9 Mar 2004 16:36:58 -0600 % From: "Srinivas Ganti" \startsong \stitle{jab tum the hamaare aur ham the tumhaare}% \film{Mashal}% \year{1950}% \starring{Ashok kumar, Nalini Jaywant, Sumitra Devi}% \singer{Arun Kumar}% \music{S D Burman}% \lyrics{Pradeep}% % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: Srinivas Ganti % Date: Mar 09, 2004 % Comments: SDB series \printtitle #indian (jab tum the hamaare aur ham the tumhaare)\-2 vo tho.De se din the kitane pyaare jo hamane tumhaare sa.ng me.n guzaare vo tho.De se din vo tho.De se din the kitane pyaare jaayaa karate the nadii ke kinaare baiThe rahate the ? Daare saarii duniyaa kii sudh budh bisaare ginaa karate the raat ko ham taare aa.Nkho.n aa.Nkho.n me.n hote the ishaare vo tho.De se din the kitane pyaare vo piipal kii chaa.Nv me.n vo piipal kii chaa.Nv me.n miiThii miiThii baate.n hame.n yaad hai vo sabakii nazar se chhupii mulaakaate.n hame.n yaad hai vo shaarat, vo chuTakii, vo pyaar bharii ghaate.n hame.n yaad hai hame.n yaad hai vo saare nazaare vo tho.De se din the kitane pyaare tum to.D ke ba.ndhan saare jaate ho paraaye dvaare ham baiThe yahaa.N man maare saare jiivan kii baazii haare aaj paagal manavaa pukaare vo tho.De se din the kitane pyaare jab tum the hamaare aur ham the tumhaare vo tho.De se din the kitane pyaare #endindian \endsong