% ITRANS SONG % \startsong \stitle{har shai pe jaawaanii hai}% \film{Majboor}% \year{1948}% \starring{Munawwar Sultana, Shyam, Indu, Sohanlal}% \singer{Geeta, Lata}% \music{Ghulam Haider}% \lyrics{Nazim Panipati}% % Contributor: Abhay Phadnis % Transliterator: Abhay Phadnis % Date: 29 Sep 2004 % Series: Geetanjali % generated using giitaayan % Song Courtesy: RMIM East Coast Meet CD in 2002 \printtitle #indian giitaa: har shai pe jawaanii hai \-2 haay mere ho.nTho.n pe ho.nTho.n pe saajan kii kahaanii hai haay saajan kii kahaanii hai lataa: o.a gorii badanaam na ho jaanaa \-2 galii galii guu.Nje naa guu.Nje naa tere pyaar kaa afasaanaa haay tere pyaar kaa afasaanaa gii: o.a more saajan aan mile.nge \-2 (manavaa kii bagiyaa me.n phuul khile.nge) \-2 in phuulo.n ko khilane do do dil milate hai.n haay sajanii do dilo.n ko milane do haay do dilo.n ko milane do do: merii bagiyaa me.n phuul khile \-2 duniyaa ko bhuul gayii bhuul gayii jab nain se nain mile haay jab nain se nain mile la: o.a pyaar buraa hai, pyaar na karanaa \-2 a.Nkhiyaa.N kisii se chaar na karanaa \-2 jise priit kaa rog lage din ko vo aahe.n bhare aahe.n bhare aur saarii raat jage haay aur saarii raat jage do: har shai pe jawaanii hai haay mere ho.nTho.n pe ho.nTho.n pe saajan kii kahaanii hai haay saajan kii kahaanii hai #endindian \endsong