giitaayan An Interface to ISB

aur nahii.n kuchh tumase kahanaa ... jiivan saathii saath me.n rahanaa - Amrit (1986)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Anuradha Paudwal, Manhar Udhas 
View in Nagari (Hindi)
aur nahii.n kuchh tumase kahanaa jiivan saathii jiivan saathii jiivan saathii saath me.n rahanaa aur nahii.n kuchh ... diip nahii.n to kaisii jyotii siip nahii.n to kaisaa motii chaa.Nd binaa kyaa chaa.Ndanii hotii hai raat se din din se hai rainaa jiivan saathii jiivan saathii ... siitaa ke bin raam adhuuraa raadhaa ke bin shyaam adhuuraa ek akelaa naam adhuuraa tum hii kahanaa ye sach hai naa jiivan saathii jiivan saathii ... kuchh dekhuu.n jab mai.n tumame.n dekhuu.n chho.D ke mai.n sab kuchh tumako dekhuu.n jab dekhuu.n mai.n tumako dekhuu.n aur na dekhe.n kuchh ye nainaa jiivan saathii jiivan saathii ... rakh do pyaar kaa naam kinaaraa ham mauje.n ye jiivan dhaaraa bahataa jaaye ye jag saaraa mujhase alag ho ke mat rahanaa jiivan saathii jiivan saathii ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.