giitaayan An Interface to ISB

maa.N maa.N vo bachche duniyaa me.n ... mujhe maaf karanaa om saa_ii.n raam - Biwi No. 1 (1999)  

Lyrics: Sameer | Music: Annu Malik | Singer(s): Abhijit, Alka Yagnik, Aditya Narayan, Anmol 
View in Nagari (Hindi)
maa.N maa.N vo bachche duniyaa me.n khushanasiib hote hai.n jo ##mummy daddy## ke kariib hote hai.n mujhe maaf karanaa om saa_ii.n raam tum se pahale luu.Ngaa ##mummy daddy## kaa naam jinhe.n ##mummy daddy## kaa pyaar nahii.n milataa unhe.n khushiyo.n kaa sa.nsaar nahii.n milataa kabhii bhii hame.n naa yuu.N majabuur karanaa ##mummy daddy## se na hame.n duur karanaa ham to ba.De hote hai.n in kii uu.Ngalii thaam mujhe maaf karanaa ... ##daddy## binaa kaun ##chocolate## laa_egaa ##mummy## binaa kaun lorii sunaa_egaa ##daddy## kii yaad mujhe pal pal sataatii hai ##mummy## se duur ho ke aa.Nkh bhar aatii hai in ke saath rahanaa hai hame.n subah shaam mujhe maaf karanaa ... mujhe maaf karanaa om saa_ii.n raam tum se pahale luu.Ngii apane bachcho.n kaa naam o o mujhe maaf karanaa om saa_ii.n raam tum se pahale luu.Ngaa apane bachcho.n kaa naam hame.n maaf karanaa om saa_ii.n raam tum se pahale le.nge apane bachcho.n kaa naam
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.