o bhuut raajaa mai.n huu.N bhuut raajaa
are ko_ii bataa_e ye pahelii
bhuuto.n kii mahafil me.n ek la.Dakii pha.ns ga_ii akelii
gar se mai.n nikalii raaste me.n pha.ns ga_ii
aasamaa.n se girake khazuur me.n aTakii
achchhaa ek khajuur khaa_egii
tuu khajuur nahii.n merii maar khaa_egii
yah sach hai jhuuTh nahii.n mai.n ko_ii bhuut nahii.n
mai.n to huu.N naar navelii
pha.ns ga_ii mushkil me.n bhuuto.n kii mahafil me.n
mai.n ek la.Dakii akelii
ko_ii bataa_e samajh me.n na aa_e na aa_e
ki kyaa mai.n karuu.n rii
pha.ns ga_ii musiibat me.n
laato.n kaa bhuut hai baato.n se nahii.n maanegaa
lagateho mujhako tum bhuut saare
yam devataa ke ho duut saare
kyaa bolii
din me.n hii raat hu_ii anahonii baat hu_ii
honii ye kyaa khel khelii
pha.ns ga_ii mushkil me.n ...
mai.n ek la.Dakii akelii
are o bhuut raajaa bhuut raajaa
baabaa mujhe maaf karo meraa insaaf karo
jo bolo maanatii huu.N sabako pahachaanatii huu.N
kismat mujhe maar ga_ii tujhase mai.n haar ga_ii
ham haa haa
nikal gayaa bhuut raajaa
ab band karo ye baiND baajaa
are band karo ye baiND baajaa
are chop
|