giitaayan An Interface to ISB

betaabii kaa ... jiivan sukh duHkh kaa sa.ngam hai - Dil Hai Tumhaara (2002)  

Lyrics: Sameer | Music: Nadeem-Shravan | Singer(s): Sarika Kapoor, Chorus/ Tauseef Akhtar 
View in Nagari (Hindi)
%Part 1: % betaabii kaa khaamoshii kaa ik a.njaanaa saa naGamaa hai mahasuus ise karake dekho har saa.Ns yahaa.N ik sadamaa hai isako jitanaa samajho kam hai jiivan sukh duHkh kaa sa.ngam hai kabhii patajha.D hai kabhii saavan hai ye aataa jaataa mausam hai kabhii ha.Nsanaa hai kabhii ronaa hai jiivan sukh duHkh kaa ... % %Part 2: % kabhii ha.Nsanaa hai kabhii ronaa hai jiivan sukh duHkh kaa sa.ngam hai kabhii patajha.D hai kabhii saavan hai ye aataa jaataa mausam hai kabhii ha.Nsanaa hai kabhii ronaa hai jiivan sukh duHkh kaa ... kuchh jiine kii majabuurii hai kuchh is duniyaa kii rasme.n hai.n kuchh din hai.n khone paane ke kuchh vaade hai.n kuchh kasame.n hai.n ik bechainii sii haradam hai jiivan sukh duHkh kaa ... ko_ii sotaa hai aa.Nchal ke tale ko_ii dil mamataa ko tarasataa hai kahii.n maayuusii kii dhuup khilii kahii.n pyaar hii pyaar barasataa hai kabhii dard hai to kabhii maraham hai jiivan sukh duHkh kaa ... guzare lamho.n kii yaade.n har vaqt hame.n ta.Dapaatii hai.n ik saayaa banake aatii hai.n ik saayaa banake jaatii hai.n ik tanhaa_ii kaa aalam hai jiivan sukh duHkh kaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.