giitaayan An Interface to ISB

arii o poTTii ... khaatuun kii khidamat me.n salaam apun kaa - Desh Premi (1982)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Kishore, Asha 
View in Nagari (Hindi)
ki : arii o poTTii kahaa.N chalii palaT merii anaar kii kalii aa : badatamiiz taane diin ( tanadaanaa ) -3 -3 khaatuun kii khidamat me.n salaam apun kaa -2 ( ajii poTTii paTaanaa hai ) -2 poTTii paTaanaa hai ajii poTTii paTaanaa hai faqat kaam apun kaa ghar-baar hu_aa ishq me.n niilaam apun kaa khaatuun kii khidamat ... baataa.n nahii.n karate ham haidaraabaadii -2 haathaa.n me.n tere joo me.nhadii na lagaa dii to naam nahii.n le.nge ( kabhii apane vatan kaa ) -2 khaatuun kii khidamat ... gulabadan khaadim ke haathaa.n se mu.Nh me.n Daal ko chabaa_e.Nge kyaa paan ye paanaa me.n mere kaleje ke Tuuka.De supaarii kii jagah rakh ko chabar-chabar ke chabar jaa mar miTane me.n jaanam ham logaa.n hai.n maahir -2 ghus kar tere dil me.n nikale.nge na baahir -2 kharchaa ho qafan kaa na ( charchaa ho dafan kaa ) -2 khaatuun kii khidamat ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.