pa.nth nihaaruu.N Dagar buhaaruu.N nain bahaa_uu.N niir
suulii uupar sej piyaa kii kis vidh milanaa hoy
pa.De barakhaa phuhaar kare jiyaraa pukaar
dukh jaane naa hamaar bairan rut barasaat kii
pa.De barakhaa phuhaar ...
ut barase badaravaa kaare it barase do nain hamaare
haay miTii kajare kii dhaar luTaa man kaa si.ngaar
dukh jaane naa hamaar ...
dukh hamarii abhaagan priit ke vo hii jaane jo haaraa ho jiit ke
TuuTe sapano.n ke haar suunaa laage sa.nsaar
dukh jaane naa hamaar ...
|