giitaayan An Interface to ISB

haay ye tuune kyaa kiyaa - Duniya (1949)  

Lyrics:  | Music: C Ramchandra | Singer(s): Suraiya, Rafi 
View in Nagari (Hindi)
su : ( haay ye tuune kyaa kiyaa mujhe phir ye kyaa bataa diyaa dard jo miiThaa-miiThaa thaa aur use ba.Dhaa diyaa haay ye tuune kyaa kiyaa ) -2 ra : hamane to dil luTaa diyaa hamane to sar jhukaa diyaa -2 ab to jo ho hu_aa kare -2 hamane to ghar jalaa diyaa dard jo miiThaa-miiThaa thaa aur use ba.Dhaa diyaa haay ye tuune kyaa kiyaa su : haay ye tuune kyaa kiyaa mujhe phir ye kyaa bataa diyaa dard jo miiThaa-miiThaa thaa aur use ba.Dhaa diyaa haay ye tuune kyaa kiyaa su : dil se jo dil ko raah thii kab wo chhupaaye chhup sakii -2 ho.nTho.n ne rok lii ha.Nsii aa.Nkho.n ne muskuraa diyaa -2 dard jo miiThaa-miiThaa thaa aur use ba.Dhaa diyaa haay ye tuune kyaa kiyaa haay ye tuune kyaa kiyaa mujhe phir ye kyaa bataa diyaa dard jo miiThaa-miiThaa thaa aur use ba.Dhaa diyaa haay ye tuune kyaa kiyaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.