giitaayan An Interface to ISB

ba.Dii mushkil hai tujhe bhuul jaanaa - Hum Hain Rahi Pyar Ke  

Lyrics: Jaan Nisar Akhtar | Music: Khayyam | Singer(s): Lata, Talat 
View in Nagari (Hindi)
ta : ba.Dii mushkil hai -2 tujhe bhuul jaanaa -2 ba.Dii mushkil hai ... la : ba.Daa sa.ngadil hai -2 ye zaalim zamaanaa -2 ba.Daa sa.ngadil hai ... la : zamaanaa vafaa kii ( sazaa de rahaa hai ) -2 tumhe.n dil ta.Dap kar ( sadaa de rahaa hai ) -2 bane ham nishaanaa zaraa dekh jaanaa ta : ba.Dii mushkil hai ... vahii aag ab tak ( lagii hai jigar me.n ) -2 tumhaarii hii suurat ( basii hai nazar me.n ) -2 kiyaa har bahaanaa magar dil na maanaa la : ba.Daa sa.ngadil hai ... kahaa.N le ke jaa_e.N ( ye aa.Nsuu ye aahe.n ) -2 nibhaa_e.N to kaise ( mohabbat nibhaa_e.N ) -2 sadaa zaKm khaanaa magar muskuraanaa ta : ba.Dii mushkil hai ... la : ba.Daa sa.ngadil hai ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.