giitaayan An Interface to ISB

tujhako naa dekhuu.n ... dekhake tujhako dil ko mere chain aataa hai - Jaanwar (1999)  

Lyrics: Sameer | Music: Anand-Milind | Singer(s): Udit Narayan, Sunidhi Chauhan/ Sunidhi Chauhan 
View in Nagari (Hindi)
%Part 1: % tujhako naa dekhuu.n jii ghabaraataa hai dekhake tujhako dil ko mere chain aataa hai ye kaisaa rishtaa hai kaisaa naataa hai dekhake tujhako ... har Gam uThaa luu.n tanhaa akelaa tere li_e hai khushiyo.n kaa melaa saaraa sa.nsaar duu.n jiivan bhii vaar duu.n jitanaa kahe tuu utanaa mai.n pyaar duu.n ye teraa mukha.Daa hii mujhako bhaataa hai dekhake tujhako ... tum mere ##daddy## tum merii maa.N ho tum meraa dil ho tum merii jaa.n ho bachapan kii Dor kaa ye dhaagaa to.D ke ##daddy## kabhii mujhe naa jaanaa chho.D ke mere li_e tuu kitanaa dard uThaataa hai dekhake tujhako ... % %Part 2: % rishtaa dilo.n kaa to.De na TuuTe saa.Nso.n kii Dorii ba.ndh ke naa chhuuTe jaa_oge kaise tum mujhako chho.D ke janmo.n kaa naataa pal bhar me.n to.D ke apano.n se aise ko_ii duur jaataa hai dekhake tujhako ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.