giitaayan An Interface to ISB

zamii.n ha.Ns rahii hai ... tuune zamaane ye kyaa kar diyaa - Jeenaa Marnaa Tere Sang (1992)  

Lyrics: Sameer | Music: Dilip Sen-Sameer Sen | Singer(s): Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva 
View in Nagari (Hindi)
zamii.n ha.Ns rahii hai falaq ro rahaa hai mohabbat me.n ye kyaa ho rahaa hai tuune zamaane ye kyaa kar diyaa lau se diye ko judaa kar diyaa Thukaraayaa tuune agar aasamaa.n jaa_e.nge phir ye sitaare kahaa.n tuune zamaane ye kyaa ... kyaa hai zaalim sa.nsaar teraa paane ko pyaar mai.n to taqadiir se bhii la.Duu.ngaa sanam dil to.D ke ga_ii chho.D ke to bataa phir mai.n kaise jiyuu.ngaa sanam kyaa jaane tuu kitanii TuuTii huu.N mai.n tujhase nahii.n khud se ruuThii huu.N tuune zamaane ye kyaa ... naa to terii khataa naa merii khataa do dilo.n me.n pa.Dii duuriyaa.n hai.n sanam kuchh hai.n terii aur kuchh hai.n merii ham dono.n kii majabuuriyaa.n hai.n sanam saagar se jaise kinaare judaa hamase hu_e hai.n hamaare judaa tuune zamaane ye kyaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.