giitaayan An Interface to ISB

gulashan pe hai bahaar koyal kii hai pukaar - Jag Biti (1946)  

Lyrics:  | Music: Ghulam Haider | Singer(s): Suraiya 
View in Nagari (Hindi)
gulashan pe hai bahaar koyal kii hai pukaar piyaa aajaa re biitaa jo bachapan to aa_ii javaanii usakii kahaanii piyaa tumako sunaanii jiyaa hai beqaraar baate.n to ho.n do-chaar piyaa aajaa re gulashan pe hai bahaar ... sakhiyo.n ne Daale hai.n ambavaa pe jhuule aise samay me.n saiyaa.n tum hamako bhuule chhe.De.nge man ke taar gaa_e.Nge ham malhaar piyaa aajaa re gulashan pe hai bahaar ... aa.Nkho.n me.n aa ke piyaa dil me.n samaa jaa uja.Dii hu_ii tuu merii duniyaa basaa jaa jiivan ke ye din chaar kyuu.N jaane de.n bekaar piyaa aajaa re gulashan pe hai bahaar ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.