ke : jab kabhii chaa.Nd naa ho andherii raat ho
Dar naa ho hogaa mujhako agar tum saath ho
jab kabhii baadal chhaa_e yaa ghanii barasaat ho
hogii Kushii har ik buu.nd me.n agar tum saath ho
is jahaa.N me.n ko_ii meraa ho bhii yaa naa ho
har ik lamhaa bhar jaa_egaa roshanii se bas agar tum saath ho
jab kabhii
ma : jab kabhii
ke : aa.Nsuu aa_e
ma : aa.Nsuu aa_e
ke : yaa burii
ma : yaa burii
ke : sauGaat ho
ma : sauGaat ho
ke : muskaraa luu.Ngaa mai.n to phir bhii
do : agar tum saath ho
ke : tum yahaa.N ho to kyaa ra.nj duniyaa hai udhar
saare aramaa.N Kaab saare ban ga_e hai.n ab tumhaarii ik nazar
jab kabhii
ma : jab kabhii
ke : dil ghabaraa_e
ma : dil ghabaraa_e
ke : saamane
ma : saamane
ke : maat ho
jiit ke mai.n dikhalaa_uu.Ngaa
do : agar tum saath ho
jab kabhii
ma : jab kabhii
ke : ha.Ns de aalam
ma : ha.Ns de aalam
ke : Kushiyo.n kii
ma : Kushiyo.n kii
ke : baaraat ho
do : zindagii hogii jannat agar tum saath ho
|