giitaayan An Interface to ISB

jin aa.Nkho.n kii niind haraam hu_ii ... wo kyaa jaane - Jogan (1950)  

Lyrics: Buta Ram | Music: Bulo C Rani | Singer(s): Shamshad 
View in Nagari (Hindi)
( jin aa.Nkho.n kii niind haraam hu_ii un aa.Nkho.n kaa haal wo kyaa jaane ) -2 ( kyuu.N palako.n ko ashqo.n se pyaar hu_aa kyuu.N jiinaa bawaal wo kyaa jaane ) -2 ( kyuu.N kaa.Npate ho.nTho.n pe kuchh bhii nahii.n kyuu.N dil me.n tamannaa hai sahamii hu_ii ) -2 ho o o aa-aa ke sataataa rahataa hai ( aa-aa ke sataataa rahataa hai kyuu.N unakaa Kayaal wo kyaa jaane ) -2 jin aa.Nkho.n kii niind haraam hu_ii un aa.Nkho.n kaa haal wo kyaa jaane ( din chain se jinake Guzarate ho.n aur raate.n ho jinakii niind bharii ) -2 ik pyaar ke maare huye dil kaa ( ik pyaar ke maare huye dil kaa behaal saa haal wo kyaa jaane ) -2 jin aa.Nkho.n kii niind haraam hu_ii un aa.Nkho.n kaa haal wo kyaa jaane
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.