giitaayan An Interface to ISB

badanaam na ho jaanaa o prem ke diiwaane - Jawani (1942)  

Lyrics: Hazrat Aarzoo | Music: Anil Biswas | Singer(s): Surendra, Husnbano, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
ha : ( badanaam na ho jaanaa o prem ke diiwaane ) -2 ( ye ra.ng nahii.n hai.n ye ?? aaye hai.n samajhaane ) -2 badanaam na ho jaanaa prem ke diiwaane badanaam na ho jaanaa su : ( dil Dhuu.NDhane nikale hai.n ham log hai.n paradesii ) -2 ( diiwaar ke saaye me.n aa baiThe hai.n sustaane ) -2 ha : jal jaa_oge bhun jaa_oge -2 jal jaa_oge jaa_oge ham aaG ke zarre hai.n -2 ( jo aaG pe girate hai.n jal jaate hai.n parawaane ) -2 su : ( tum jalawaa dikhaavo to tum aaG lagaavo to ) -2 parawaa nahii.n jalane kii tum aaG lagaavo to parawaa nahii.n jalane kii parawaane to parawaane tum aaG lagaavo to parawaane to parawaane parawaa nahii.n jalane kii parawaane to parawaane
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.