giitaayan An Interface to ISB

hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai - Khel (1950)  

Lyrics: Bahzad Lakhnavi | Music: Sajjad Hussain | Singer(s): G M Durrani 
View in Nagari (Hindi)
hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai -2 ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai -2 ( bahut un ko chaahaa ke apanaa banaaye.n apanaa banaaye.n ) -2 muqadaar ko lekin gawaaraa nahii.n hai hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai muhabbat me.n aisaa ko_ii din na guzaraa -2 jise ham ne ro kar guzaaraa nahii.n hai hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai ( na Kuu.n jaan de-de wo qisamat kaa maaraa qisamat kaa maaraa ) -2 zamaane me.n jis kaa sahaaraa nahii.n hai hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.