giitaayan An Interface to ISB

ai duniyaa bataa ... ghar\-ghar me.n diiwaalii hai - Kismat (1943)  

Lyrics: Pradeep | Music: Anil Biswas | Singer(s): Amirbai 
View in Nagari (Hindi)
ai duniyaa bataa hamane bigaa.Daa hai kyaa teraa ( ghar-ghar me.n diiwaalii hai mere ghar me.n andheraa mere ghar me.n andheraa ) -2 bachapan me.n chho.D ke mere baabul chale gaye bahanaa chalii ga_ii mere saajan chale gaye -2 kisamat kii Thokaro.n ne kiyaa haal kyaa meraa -2 ghar-ghar me.n diiwaalii hai mere ghar me.n andheraa hamane to fakiiro.n se sunii thii ye kahaanii qisamat kii lakiiro.n se ba.Ndhii duniyaa diiwaanii do ghar ke biich me.n bhii hai diiwaar kaa gheraa ghar-ghar me.n diiwaalii hai mere ghar me.n andheraa chaaro.n taraf lagaa hu_aa miinaa-bazaar hai dhan kii jahaa.N pe jiit Gariibo.n kii haar hai insaaniyat ke bhes me.n phirataa hai luTeraa jii chaahataa sansaar me.n mai.n aag lagaa duu.N soye huye insaan kii qisamat ko jagaa duu.N Thokar se u.Daa duu.N mai.n dayaa-dharm kaa Deraa ab kisako sunaa_u.N mai.n meraa Gam kaa taraanaa patthar ke dilo.n ne meraa dukh-dard naa jaanaa mere jigar ke Tuka.Do.n ko kisane bikheraa uf kisane bikheraa ghar-ghar me.n diiwaalii hai mere ghar me.n andheraa -2 ghar-ghar me.n diiwaalii hai mere chhoTii sii merii binatii suno ai more raajaa -2 o suno ai more raajaa ek baar mere pyaar ke panaghaT pe to aajaa o panaghaT pe to aajaa ai more raajaa tere binaa shamashaan hai bulabul kaa baseraa ghar-ghar me.n diiwaalii hai mere ghar me.n andheraa -2 % Second version ai duniyaa bataa -2 ai duniyaa bataa hamane bigaa.Daa hai kyaa teraa ( ghar-ghar me.n diiwaalii hai mere ghar me.n andheraa mere ghar me.n andheraa ) -2 ( bachapan me.n chho.D ke mere baabul chale gaye ) -2 bahanaa chalii ga_ii mere saajan chale gaye -2 qisamat kii Thokaro.n ne kiyaa haal kyaa meraa -2 ghar-ghar me.n diiwaalii hai mere ghar me.n andheraa -2 ( mai.n jisako Dhuu.NDhatii huu.N andhiyaarii raat me.n phuuTe huye nasiib kaa diipak le haath me.n ) -2 rote hii rote haay -2 ho jaayegaa saveraa ghar-ghar me.n diiwaalii hai mere ghar me.n andheraa -2 ( hamane to fakiiro.n se sunii thii ye kahaanii qisamat kii lakiiro.n se ba.Ndhii duniyaa diiwaanii ) -2 ( do ghar ke biich me.n bhii hai diiwaar kaa gheraa ) -2 ( ghar-ghar me.n diiwaalii hai mere ghar me.n andheraa mere ghar me.n andheraa ) -2 chaaro.n taraf lagaa hu_aa miinaa-bazaar hai dhan kii jahaa.N pe jiit Gariibo.n kii haar hai insaaniyat ke bhes me.n phirataa hai luTeraa jii chaahataa sansaar me.n mai.n aag lagaa duu.N soye huye insaan kii qisamat ko jagaa duu.N Thokar se u.Daa duu.N mai.n dayaa-dharm kaa Deraa ( ab kisako sunaa_u.N mai.n apanaa Gam kaa taraanaa patthar ke dilo.n ne meraa dukh-dard naa jaanaa ) -2 mere jigar ke Tuka.Do.n ko kisane bikheraa uf kisane bikheraa ghar-ghar me.n diiwaalii hai mere ghar me.n andheraa -2 ghar-ghar me.n diiwaalii hai mere chhoTii sii merii binatii suno ai more raajaa -2 o suno ai more raajaa ek baar mere pyaar ke panaghaT pe tuu aajaa o panaghaT pe tuu aajaa ai more raajaa ( tere binaa shamashaan hai bulabul kaa baseraa ) -2 ( ghar-ghar me.n diiwaalii hai mere ghar me.n andheraa mere ghar me.n andheraa ) -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.