giitaayan An Interface to ISB

sun more rasiyaa sun man\-basiyaa chho.D ke ab - Madan Manjari (1961)  

Lyrics: Hasrat | Music: Sardar Malik | Singer(s): Mukesh, Suman 
View in Nagari (Hindi)
la : sun more rasiyaa sun man-basiyaa chho.D ke ab nahii.n jaanaa mu : pyaar nibhaa_uu.Ngaa dil se na jaa_uu.Ngaa mai.n to teraa hii diivaanaa la : ho.nTho.n pe mere piyaa teraa hii naam hai mai.n huu.N terii daasii tuu meraa ghanashyaam hai tere li_e chho.Daa maine saaraa zamaanaa sun more rasiyaa ... mu : pyaar nibhaa_uu.Ngaa ... aa.Ndhii se khele chaahe mausam bahaar kaa bujhane na duu.Ngaa kabhii diipak pyaar kaa chamakegaa chaa.Nd ban ke pyaar kaa fasaanaa pyaar nibhaa_uu.Ngaa ... la : sun more rasiyaa ... mu : pyaar nibhaa_uu.Ngaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.