a : ( pai.nyaa pa.Duu.N mai.n thaaro sai.nyaa sai.nyaa baalamaa
thaaro maN laagyo kyaa karuu.N sajanaa ) -2
so : shahar kaa jaaduu re kare beqaabuu re
shahar me.n jo jaa_e lauT ke naa aa_e
a : gaa.Nv ba.Daa pyaaraa lage shaharo.n se nyaaraa lage
baat jo gaa.Nv me.n hai piparaa kii chhaa.Nv me.n hai
shahar me.n vo kahaa.N re
so : shaharo.n kaa mai.n raajaa re
a : re gaa.Nv me.n aa jaa re
a : ( pai.nyaa pa.Duu.N mai.n thaaro sai.nyaa sai.nyaa baalamaa
thaaro maN laagyo kyaa karuu.N sajanaa ) -2
so : mastaanii sab galiyaa.N shaharo.n me.n ra.ngaraliyaa.N
a : kyaa nadiyaa kyaa dariyaa gaa.Nv me.n puravaiyaa
so : shahar kaa jaaduu re ... lauT ke naa aa_e
a : gaa.Nv ba.Daa pyaaraa lage ... shahar me.n vo kahaa.N re
so : shaharo.n kaa mai.n raajaa re
a : re gaa.Nv me.n aa jaa re
ko : dhin ta.Di ta -4
ho_ii ho_ii
a : gaa.Nv me.n panaghaT gaa.Nv kii gorii
so : shoK javaa.N dil shahar kii chhorii
ko : hurr hurr
a : gaa.Nv me.n bagiyaa gaa.Nv me.n ghuu.NghaT
so : shahar me.n milatii khulii-khulii laT
ko : hurr hurr
a : gaa.Nv me.n panaghaT gaa.Nv kii gorii
so : shoK javaa.N dil shahar kii chhorii
a : gaa.Nv me.n bagiyaa gaa.Nv me.n ghuu.NghaT
so : shahar me.n milatii khulii-khulii laT
a : gaa.Nv me.n ra.ngat hai Kushiyo.n ke mele hai.n
shaharo.n me.n sab log rahate akele hai.n
gaa.Nv me.n har din dasaharaa-divaalii hai
shaharo.n me.n sab kuchh hai par Kaalii-Kaalii hai
so : sach terii baate.n hai.n ab maine maanaa re -2
is gaa.Nv se ab mujhe kahii.n naa jaanaa re -2
naa jaanaa re
Dhol baaje
ko : baaje
so : jhaa.Njhar baaje
ko : baaje
so : chuu.Dii baaje
ko : baaje
so : paayal baaje
ko : jhuum ke
a : jhumakaa baaje
ko : baaje
a : takalii baaje
ko : baaje
a : ma.njiiraa baaje
ko : baaje
a : ghu.Ngharuu baaje
ko : jhuum ke
so : are ( jhuum-jhuum ke har ko_ii naache ) -2
( har ko_ii naache ) -2 naache naache naache naache
are mumba_ii se aayaa meraa dost
do : mumba_ii se aayaa meraa dost
re mumba_ii se aayaa meraa dost
ho mumba_ii se aayaa meraa dost
mumba_ii se aayaa meraa dost -4
ko : ( le gaa re saa ) -3 gaa re saa
|