giitaayan An Interface to ISB

din niike biite jaate hai.n sumaran kar siyaa\-raam naam - Pooran Bhagat (1933)  

Lyrics:  | Music: R C Boral | Singer(s): Saigal 
View in Nagari (Hindi)
aa aa ( din niike biite jaate hai.n sumaran kar siyaa-raam naam ) -2 haa.N sumaran kar siyaa-raam naam din niike biite jaate hai.n ( kaun tumhaaraa kuTamb-kabiilaa ye sab matalab kaa hai liilaa ) -2 jiite-jii ke naate hai.n sab -2 jiite-jii ke naate hai.n sumaran kar siyaa-raam naam din niike biite jaate hai.n -2 sumaran kar siyaa-raam naam din niike biite jaat laakh-chauraasii bhugat ke aayaa -2 ba.De bhaagya maanus tan paayaa laakh-chauraasii bhugat ke aayaa ba.De bhaagya maanus tan paayaa taa par bhii nahii.n karii kamaa_ii -3 phir paachhe pachhataate hai.n are phir paachhe pachhataate hai.n -2 sumaran kar siyaa-raam naam din niike biite jaate hai.n sumaran kar siyaa-raam naam haa.N sumaran kar siyaa-raam naam din niike biite jaat
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.