giitaayan An Interface to ISB

dil hii to hai na sa.ng\-o\-Kiisht dard se bhar naa aaye kyuu.n - Ghalib (Pakistan) (1962)  

Lyrics: Mirza Ghalib | Music: Tasadduq Husain | Singer(s): Noorjehan 
View in Nagari (Hindi)
dil hii to hai na sa.ng-o-Kiisht dard se bhar naa aaye kyuu.n roye.nge ham hazaar baar ko_ii hame.n sataaye kyuu.N roye.nge ham hazaar baar dair nahii.n haram nahii.n aa dair nahii.n haram nahii.n dar nahii.n aastaa.N nahii.n baiThe hai.n rahaGuzar par ham ko_ii hame.n uThaaye kyuu.N roye.nge ham hazaar baar qaid-o-hayaat aur band-o-Gam asl me.n dono.n ek hai.n maut se pahale aadamii Gam se nijaat paaye kyuu.N dil hii to hai na sa.ng-o-Kiisht dard se bhar naa aaye kyuu.n roye.nge ham hazaar baar aa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.