giitaayan An Interface to ISB

aitabaar nahii.n karanaa ... had se bhii zyaadaa tum kisii se pyaar nahii.n karanaa - Qayamat (2003)  

Lyrics: Sameer | Music: Nadeem-Shravan | Singer(s): Abhijeet, Sadhna Sargam/ Abhijeet 
View in Nagari (Hindi)
mai.n usake liye mar chukii huu.N vo bhii aap kii yaado.n me.n pal-pal mar rahaa hai to kah do use ke un yaado.n kii chitaa banaa ke jalaa de us chitaa se uThataa dhu_aa.N bhii aap ke pyaar kaa hii hogaa a : ( aitabaar nahii.n karanaa intazaar nahii.n karanaa ) -2 had se bhii zyaadaa tum kisii se pyaar nahii.n karanaa -2 saa : ikaraar nahii.n karanaa jaa.N nisaar nahii.n karanaa had se bhii zyaadaa tum kisii se pyaar nahii.n karanaa -2 a : ma.nzile.n bichha.D gayii.n raaste bhii kho gaye aaye phir naa lauT ke jo diivaane ho gaye saa : chaahato.n kii bebasii duuriyo.n ke Gam mile beqaraariyaa.N milii.n chain yaar kam mile a : beqaraar nahii.n karanaa intazaar nahii.n karanaa had se bhii zyaadaa tum kisii se pyaar nahii.n karanaa -2 saa : ko_ii to vafaa kare ko_ii to jafaa kare kisako hai pataa yahaa.N kaun kyaa Kataa kare a : aisaa naa ho ishq me.n ko_ii dil ko to.D de biich raah me.n sanam teraa saath chho.D de saa : izahaar nahii.n karanaa intazaar nahii.n karanaa had se bhii zyaadaa tum kisii se pyaar nahii.n karanaa -2 a : aitabaar nahii.n karanaa saa : intazaar nahii.n karanaa a : had se bhii zyaadaa tum kisii se pyaar nahii.n karanaa saa : had se bhii zyaadaa tum kisii se pyaar nahii.n karanaa % % Part 2: % mai.n phir se jiinaa chaahatii huu.N rajat tumhaarii aa.Nkho.n me.n baa.Nho.n tumhaare saath mai.n intazaar karuu.Ngii rajat aitabaar karuu.Ngii had se bhii zyaadaa tumase pyaar karuu.Ngii bas mere pyaar kii Kaatir ek baar vaapas aa jaa_o rajat sirf ek baar % The entire above lyrics, as such, are sung by Abhijeet in this part.
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.