giitaayan An Interface to ISB

kisii din banuu.ngii mai.n raajaa kii raanii ... zaraa phir se kahanaa - Raja (1995)  

Lyrics: Sameer | Music: Nadeem-Shravan | Singer(s): Udit Narayan, Alka Yagnik 
View in Nagari (Hindi)
kisii din banuu.ngii mai.n raajaa kii raanii zaraa phir se kahanaa ba.Dii dilarubaa hai ye saarii kahaanii zaraa phir se kahanaa abhii to mile ho abhii tum na jaanaa ki dil ban gayaa hai tumhaaraa diivaanaa ho zaraa phir se kahanaa kisii din banuu.ngii ... jhukii jhukii nazar terii kamaal kar ga_ii uThii jo ek baar sau savaal kar ga_ii merii javaan dha.Dakano.n me.n terii pyaas thii lagaa ye tujhako dekhake terii talaash thii tasviir terii dilabar mai.n dil me.n utaaruu.ngaa ulajhe ulajhe tere gesu_o.n ko sa.nvaaruu.ngaa zaraa phir se kahanaa kisii din banegii tuu raajaa kii raanii zaraa phir se ... abhii to mile ho abhii tum na jaanaa ki mai.n ban gayaa huu.N tumhaaraa diivaanaa tuu phuul hai chaman kaa mai.n kalii bahaar kii mere labo.n pe likh de daastaan pyaar kii tuu ishq kii jubaan husn kaa bayaan hai tuu jaa.n nashii.n jaan-e-jaa.n tuu merii jaa.n hai taariif na kar itanii mai.n hosh ga.nvaa baiThuu.n aisaa na ho chaahat me.n duniyaa bhulaa baiThuu.n zaraa phir se ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.