giitaayan An Interface to ISB

mai.n ba.ngaalii chhokaraa ... mai.n madraasii chhokarii - Raagini (1958)  

Lyrics: Qamar Jalalabadi | Music: O P Nayyar | Singer(s): Kishore, Asha 
View in Nagari (Hindi)
ki : mai.n ba.ngaalii chhokaraa koru pyaar ko namaskaaram aa : mai.n madraasii chhokarii tujhe tumase pyaaram ki : chhuTTii re mai.n ba.ngaalii chhokaraa ... kii : aamare baa.ngalaa desh me.n har gorii ke lambe baal luthiir upor po.De gaal lokhii naache taale-taale khaa_e sudhu machchhii jhaal khaa_e go sudhu paa_e go aamare baa.ngalaa desh ... aa : aa.n aa.n aa.n aa.N aa.N aa.N a.n a.n a.n aa aaj to har baazaar me.n sai.nyaa milataa hai nakalii maal karu.Ngii tere vaaste solaa si.ngaaram ki : more jaa_ii -2 aa : mai.n madraasii chhokarii ... ki : tum jo suno baa.ngaalii gaanaa monovaa jaa_e jhuum siikhii go tomaay kemun kore paavo tum jo suno baa.ngaalii ... aa : de re naa de re naa dhiin tar dere naa mere baa.Nke naach kii sai.nyaa machii ruus me.n dhuum ki : ore baa baa aa : mai.n huu.N paayal saajanaa aur tuu jha.nkaaram aa : mai.n madraasii chhokarii ... ki : sach puuchho to mere dil me.n pyaar illai-illai aa : o baa.ngaalii meraa ho jaa kahatii hai mis pillai -2 pappii tujhe pukaaratii ga.ngolii yaaram ki : kii bole re aa : meraa ho jaa saajanaa phir be.Daa paaram ki : re mai.n ba.ngaalii chhokaraa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.