pa.nchhii sur me.n gaate hai.n
bha.nvare gunagunaate hai.n
ghu.ngharuu bajaatii hai havaa
aise muskuraatii hai yuu.n fizaa bulaatii hai
jaise ho ye merii dilarubaa
dekho kyaa ghanere uu.Nche uu.Nche parabato.n ke saa_e hai.n
chalake yuu.n machal ke ra.ng badal ke
hamase milane aa_e hai.n
khuhbuu hai bahaaro.n kii
mastii hai nazaaro.n kii
sabake dil pe chhaayaa hai nashaa
are aise muskuraatii hai ...
naiyaa bin khivaiyaa jaane kaise saahilo.n pe aatii hai
dhaaraa is nadii kii har kisii ko ik din to milaatii hai
sachchii ye kahaanii hai
paanii zi.ndagaanii hai
saare jag ko hai ye pataa
ho aise muskuraatii hai ...
|